kabhi to humare gali aao shyam (great song)
kabhi to humare gali aao shyam hume bhi muraliya sunao shyam suna hai braj sara mathura niras hai ek jhalak aake dikhao shyam hume bhi muraliya sunao shyam tarse hai nain mere jeevan udaas hai inn ankhiyan ko bhi tere darshan ki aas hai bhakti sudha barsao shyam barsao shyam . hume bhi muraliya sunao shyam tere balak hai hum to tu humara naath hai ...